Raised PKR 5 of PKR 4,500,000
Meri umar 18 saal hai aur main apni zindagi ke sab se mushkil waqt se guzar raha hoon
Juwe ki wajah se mujhe 45 Lakh ka nuqsan hua aur ab mujh par 15,000 dollar mtlb 45 Lakh ka qarz hai Mujhe apni ghalti par bohat afsos hai
Meri walida ka inteqal ho chuka hai aur main apne walid ke saath rehta hoon. Filhal meri koi aamdani nahi hai aur qarz ke dabao ki wajah se main bohat pareshan hoon
Main apni ghalti ki zimmedari lena chahta hoon
Main hamesha ke liye juwa chhorna chahta hoon aur apni zindagi dobara banana chahta hoon
Main aap se madad ki guzarish karta hoon taake main apna qarz ada kar sakoon aur apne walid ke saath ek nayi zindagi shuru kar sakoon
Aap ka chhota sa donation bhi hamari zindagi mein bohat bara farq la sakta hai Agar aap donation nahi de sakte to meri kahani share kar dena bhi mere liye bohat bari madad hogi
Meri kahani parhne aur humein umeed dene ke liye dil se shukriya ❤️🙏